Wednesday, May 25, 2011

Karaar Ki Jurrat

Tum ne samjha hai sirf Khaibar hi urhaata hai Ali (A.S)
Ya faqat pardaa-e-Mairaaj mein aata hai Ali (A.S)
Mairay Karraar ki jurrat ka andaaz tau daikh
Apnay soye huay qaatil ko jagaata hai Ali (A.S)

No comments:

Post a Comment