Jahan Rasm-e-Wiladat Hen , Wahan Sajid Hi Rhete Hen
Jo Nazil Asmaan Sey Ho Ossey Sajjad Khete Hen !
Ali K Baad Is tareeq-e-ayimma mey Jo Mola
Ali Sarey Ka Sara hai ossey Sajjad khete hen
Muhammed ko Ager Quran-e-Natiq Mante ho tu
Jo Os ka chotha para hai ossey Sajjad Khete hen
Kholey Darbar mey Jis ney yazid-e-wqt ko Shaukat
BANDHE HATHON SEY MARA HAI OSSEY SAJJAD KHETE HEN
Mashaallah khuda salaamt rakhe
ReplyDeleteap ko bhi - thx
DeleteChahany waalon k Lab par jab Aata hai Sajjad a.s.ka naam
ReplyDeleteHar Beemari me khak e Shifa ban jata hai Sajjad a.s.ka naam
koi Dawa jab kaam na Aayee khak e Shifa Aur Ashkon Se
Maine Hatheli par Likh Likh kar Chata hai Sajjad a.s. Ka naam
Deen k jitne Ghaasib the wo Sadion k Naapaid huwe
Zinda tha Aur Zinda hai paainda hai Sajjad a.s. Ka naam
Iltemase Dua
Syed FIgar Ali Jaffri
byeshaq - zindagi ho apki
Delete