Saturday, April 6, 2013

Deen Panah As't Hussain

ALI [as] Ki Laadli beti K Paak Daman Mai
Liye Huay Hain Azal Se Hai Mashraqain Panah
Ye Aarzu Hai Shaukat, Kahun Main Khuwaja Se
Hussain [as] Deen Panah, Syeda [sua] Hussain Panah !

Shaukat Raza Shaukat

No comments:

Post a Comment