Phir Kaley Jhande Sarkon Pe ,Phir Matam, Shor, Jaloos Rawaan
In Sarkari Mullaon Ki Taqdeer Ka Matam Jaiz Hai?
Yeh Qazi, Mufti, Allama Itni Si Baat Tu Samjha Dyen
Shabbir Ka Matam Naa Jaaiz, Kashmir Ka Matam Jaaiz Hai ?
By Shaukat Raza Shaukat....
No comments:
Post a Comment